Chhil Gaye Naina
Kanch Ki Neend Aayi
Pathar Ke Khwaab Laayi
Kanch Ki Neend Aayi
Pathar Ke Khwaab Laayi
Jaane Rab Jaane Kab
Zakhmon Se Mil Gaye Naina
Chhil Gaye Naina, Chhil Gaye Naina
Chhil Gaye Naina, Chhil Gaye Naina
Chhil Gaye Naina, Chhil Gaye Naina
Chhil Gaye Naina, Chhil Gaye Naina
Chitthi Jaave, Na Jaave Sandesa
Sajan Gaya Kis Des
Toote Dil Ki Jag Bhi Nahi Sunta
Naa Hi Sune Darvesh
Tukda Tukda In Saason Ka
Seene Mein Hai Bikhra Pada
Tukda Tukda In Saason Ka
Seene Mein Hai Bikhra Pada
Sookha Hua Samandar
Hai Aankhon Ke Hai Andar
Dhadkan Chalegi Kaise
Dil Mein Chubhe Hai Khanjar
Din Kaale Kaale Lage
Lagti Hai Kaali Kaali Raina
Chhil Gaye Naina, Chhil Gaye Naina
Chhil Gaye Naina, Chhil Gaye Naina
Chhil Gaye Naina, Chhil Gaye Naina
Chhil Gaye Naina, Chhil Gaye Naina
Kanch Ki Neend Aayi
Pathar Ke Khwaab Laayi
Kanch Ki Neend Aayi
Pathar Ke Khwaab Laayi
Jaane Rab Jaane Kab
Zakhmon Se Mil Gaye Naina
Chhil Gaye Naina, Chhil Gaye Naina
Chhil Gaye Naina, Chhil Gaye Naina
Chhil Gaye Naina, Chhil Gaye Naina
Chhil Gaye Naina, Chhil Gaye Naina.
Khoney De
Le Chal Mujhe Door Kahin Door
Hai Ab Mujhe Sab Manjoor
Kuch Baatein Adhuri
Kuch Raatein Hain Sooni
Jeene De Marne De
Iss Pal Mein Khoney De
Tere Saath Ye Zindagi
Saugaat Hai Khushiyon Ki
Karta Hoon Main Bandagi
Kahin Saath Na Choote Ab Kabhi
Le Chal Mujhe Door Kahin Door
Hai Ab Mujhe Sab Manjoor
Jahan Ho Woh Savera
Sapno Ka Basera
Jeene De Marne De
Iss Pal Mein Khoney De.
Kya Karein
Mann Ye Khaali-Khaali Saa Lage
Bujhte Dum Saa..
Subah Chaahe Jitna Bhi Marham Rakhe
Rehta Kam Saa
Chalne Ke Siva Kya Karein
Zindagi Kaanba Kya Karein
Chalne Ke Siva Kya Karein
Zindagi Kaanba Kya Karein
Bachpan Mein Sau Baar Humne Suna
Bholi Si Duniyaa
Jaana Jo Seene Ke Paar Hui
Goli Si Duniya.
Le Chal Mujhe
Le Chal Mujhe
Le Chal Mujhe Kahin Door
Yahaan Se Door..Yahaan Se Door..
Kho Jaayenge Phir Kahin
Rou Aayenge Phir Wahin
Aankhein Tujhe Ye Dhoondein Kahin
Ab Aaja Sata Na, Tu Aaja Sata Na
Teri Chahaton Mein Phirun Baawra
Aye Humnawa Tu Khoya Kahaan
Aankhein Tujhe Ye Dhoondhein Kahin
Kho Jaayenge Phir Kahin
Rou Aayenge Phir Wahin
Lo Chal Pade, Lo Hum Chal Pade
Tere Sang, Tere Sang, Tere Sang
Bhaag Jaayenge Phir Kahin
Laut Aayenge Phir Wahin.
Maati Ka Palang
Maati Ke Khanbe Saare, Maati Ke Ang
Paani Ke Sang Bahe
Jeevan Ke Rang
Maaya Hai Jeet Saari
Maaya Hai Ye Jang
Aakhri Manzil Sabhi Ki
Maati Ka Palang, Maati Ka Palang
Maati Ka Palang, Maati Ka Palang
Sau Sau Ki Palkein
Sambhal Ke Patri Se Utar Jaayein
Nabzon Ke Kaliyaare
Tukron Mein Bikhre Saare
Maati Ka Makan To Hai Kachha Sa
Dhool Mein Milega Katra-Katra
Ittraye Raahi Kaahe Tu, Kaisa Ghamand
Reete Kaaya Dhalti Chhaya, Aisa Niyam
Jaate Hue Thi Kati Patang
Aakhri Manzil Sabhi Ki
Maati Ka Palang, Maati Ka Palang
Maati Ka Palang, Maati Ka Palang.
Main Jo
Main Jo Teri Baaton Mein Gayi Pighal
Neeyat Meri Jaaye Na Kahin Fisal
Main Jo Teri Baaton Mein Gayi Pighal
Mere Bhi Bas Mein Nahi Hai Sambhalna
Main Jo Oh Oh..
Tu Jo Oh Oh…
Woh Jo Aadhe Reh Gaye Raat Bhar
Lamhe Poore Jee Le Jo Ab Hum Agar
Wo Jo Aadhe Reh Gaye Raat Bhar
Tere Bhi Bas Mein Kahan Hai Sambhalna
Main Jo Oh Oh..
Tu Jo Oh Oh Oh..
Do Pal Ki Ye Zindagi
Ek Pal To Jeene De Abhi
Aye Waqt Tham Jaa Yahin
Do Pal Ki Hai Zindagi
Ek Pal To Jeene De Abhi
Aye Waqt Tham Jaa..
Main Jo Teri Baaton Mein Gayi Pighal
Neeyat Meri Jaaye Na Kahin Fisal.
No comments:
Post a Comment